Kuch asli batyn kryn?
Hi! How are you feeling?
Acha? Toh bohot acha.
Nahi? Toh bhi chalega.
Waqt aata hai… guzar jaata hai. Yeh sab life ka hissa hai.
But let’s skip the kitabi baatyn today.
Aur kuch asli baatyn karty hain.
Jaise do kareebi log aik dusry ke samne baith kar, apne goals, khushi thakan… sab kuch share karty hain.
Insaan aysy hi heal hoty hain.
Baat kr k.
Sun kr.
Samajh kr.
Aur ek dusry ko sahara de kr.
So… baatyn karyn?
.
.
ma janti thi, ap logo ka jawab han ma hoga:)
So, Mujy kahaniyan sunane ka, sunne ka… bachpan se shauq hai.
Ma har cheez mein kahani dekh leti hoon.
chahy Kursi, kitaab, ya laptop, kuch b ho.
Creative Writing course k doran..........